Laree Chootee

Call

  • Am
  • C
  • F
  • G
Continua depois do anúncio
Tom:
Am C F Am woh kehtay hai na jo hota hai achay k liye hota hai...ghalat kehte hain [Verse]
Am F kismat ka khel hai saara
C G phirta tha main awaara
Am F G ye kia se kiaa hogayaaa
Am F char din ki zindgani
C G har pal aik nai kahani
Am F G kia tha main kia ban gaya [Chorus]
Am F kya hua jo laari chooti
C G jevan ki gari looti
Am F G khuab hai to mujh ko na jaga
Am F zindagi aik pal main saali
C G yun palat gai hamari
Am F G jhoot hai to mujh ko na bata [Verse]
C Am mumbai suna tha yahan admi pori zindagi apni qismat
C Am slow track se fast track lanay main nikaal deta hai.. (pause)
C Am per dhai ghantay main meri qismat aessay hi slow track se
C Am C fast track pera ajai gi ye mainay kabhi soocha nahi tha (pause)
Am C Am sazaa maza ban jai gi ye bhi kabhi socha nahi tha
C Am C last local kia chooti hai ..saala.. qismat patri per agaya
Am F C G
Am F karlo jo bhi karna hai
C G hota hai jo hona hai
Am F G guzra toh pal yeh phir na aayega
Am F kya bura hai kya bhala hai
C G waqt hi shaayad khuda hai
Am F G ho jaane do phir dekha jaayega [Chorus]
Am F kya hua jo laari chooti
C G jevan ki gari looti
Am F G khuab hai to mujh ko na jaga
Am F zindagi aik pal main saali
C G yun palat gai hamari
Am F G jhoot hai to mujh ko na bata [Outro]
Am C F Am woh kehtay hai na jo hota hai achay k liye hota hai...sahi kehte hain
Informações da música

Composição:

Essa informação está errada?

Enviar revisão