Baadshaho - Mere Rashke Qamar

Rahat Fateh Ali Khan

  • Bm
  • C
  • D
  • Em
Tom:
D C Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi
D C Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi
C D Em Dhadkane betahasha tadapane lagin
C D Em Dhadkane betahasha tadapane lagin
Em D Teer aisa laga dard aisa jagaa
C D Teer aisa laga dard aisa jagaa
C D Chot dil pe wo khaayi mazaa aa gayaa! [Chorus]
Em D C Mere rashke qamar…
Em Bm Mere rashke qamar tune pehli nazar
C D Jab nazar se milaai maza aagaya
Em Bm Josh hi josh mein meri aagosh mein
C D Aake tu jo samaaai mazaa aa gaya
Em C Mere rashke qamar tune pehli nazar
C D Jab nazar se milaai maza aagaya
Em Jab nazar se milaai maza aagaya [Instrumental] Em D C D C Em x2 [Verse]
D C Ret hi ret thi mere dil mein bhari
D C Ret hi ret thi mere dil mein bhari
C D Em Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
C D Em Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
Em D Aaj sehraao mein ishq ke gaaon mein
C D Aaj sehraao mein ishq ke gaaon mein
C Em Baarishein ghir ke aayin mazaa aa gaya [Chorus]
Em Mere rashke qamar…
Em Bm Mere rashke qamar tune pehli nazar
C D Jab nazar se milaai maza aa gaya)
Em Bm Ranjha ho gaye, hum Fana ho gaye
C D Aise tu muskuraai mazaa aa gaya
Em Mere rashke qamar tune pehli nazar
C D Em Jab nazar se milaai maza aa gaya
C D Em Jab nazar se milaai maza aa gaya
Em D Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Em D Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
C D Em Aag aisi lagaai mazaa aa gaya [Instrumental] Em Bm C D Em x2 [Chorus]
Em D C Mere rashke qamar…
Em Bm Mere rashke qamar tune pehli nazar
C D Jab nazar se milaai maza aagaya
Em D jaam mein ghol kar husn ki mastiyaan,
Em D jaam mein ghol kar husn ki mastiyaan,
C Em chaandni muskuraaii maza aa gaya
Em D chaand ke saaey mein ae mere saaqiya,
Em D chaand ke saaey mein ae mere saaqiya,
C Em tu ne aisi pilaaii maza aa gaya
D C nasha sheeshe mein angraaii lene laga,
C D Em bazm-e-rindaan mein saaghar khanakne lage
Em Bm maikade pe barasne lagiin mastiyaan,
C D jab ghata ghir ke chaaii maza aa gaya
D C behijaabana woh saamne aa gae,
C D Em aur jawaani jawaani se takra gaii
Em Bm aankh un ki lari yuun meri aankh se,
C D dekh kar yeh laraaii maza aa gaya
D C aankh mein thi hayaa har mulaaqaat par,
C D Em surkh aariz hue wasl ki baat par
Em Bm us ne sharma ke mere sawaalaat pe,
C D aise gardan jhukaaii maza aa gaya
D C shaikh saahib ka eemaan mit hi gaya,
C D Em dekh kar husn-e-saaqi pighal hi gaya
Em Bm aaj se pehle ye kitne maghroor the,
C D lut gaii paarsaaii maza aa gaya
D C ae Fana shukar hai aaj baad-e-fana,
C D Em us ne rakhli mere pyaar ki aabroo
Em Bm apne haathon se us ne meri qabar par,
C D chaadar-e-gul charhaaii maza aa gaya
Informações da música

Composição:

Essa informação está errada?

Enviar revisão